Home | MyGov

Accessibility
ऐक्सेसिबिलिटी टूल
कलर एडजस्टमेंट
टेक्स्ट साइज़
नेविगेशन एडजस्टमेंट

उच्चतर शिक्षा का अंतर्राष्ट्रीयकरण

Internationalization of higher education
आरंभ करने की तिथि :
Jan 22, 2015
अंतिम तिथि :
Nov 01, 2015
00:00 AM IST (GMT +5.30 Hrs)
प्रस्तुतियाँ समाप्त हो चुके

वैश्वीतकरण के परिणामस्वरूप अधिक विदेशी शिक्षा आई है। तथापि एक ...

वैश्वीतकरण के परिणामस्वरूप अधिक विदेशी शिक्षा आई है। तथापि एक अच्छीक नीति की आवश्याकता है जो सहयोग, छात्र संकाय सचलता आदि को प्रोत्साहित करे। उच्त्तर शिक्षा के अंतर्राष्ट्रीयकरण को बढ़ाने के लिए आवश्यक परिवर्तन क्या है।

फिर से कायम कर देना
731 सबमिशन दिखा रहा है
Geeta goel
Geeta goel 11 साल 5 महीने पहले
ir,mera ek sujhav hai ki ek aisi site ho jispar desh ki central universities aur international universities ke coureces,unki edmission process,seats sambandhit saari jankari uplabdh hojisse chote sharoke bachhe jo honhaar hai achchi education chahte hai vo jankari ke abhav me kisi bhi degree clg se degree lane ko majboor na ho.kaibar vo badiuniversities me padhne ki yogyata hone ke bavjood vo vaha edmission nahi pa pate hai,
abhishek shukla
abhishek shukla 11 साल 5 महीने पहले
hindi ki apne desh me ye halat hai ki apne hi log hindi bolne me sahrm mahsoos kare to ye hindi ke prati hamari asamvedansheelta darshata hai,jis bhi samaj me apne naitik mulyo ka patan hota hai vo nast ho jata hai,agar humne hindi ko bachane ke liye kadam nahi uthaya toto shayad hamari aane walipeedhiyo ko humye saugat na de paye,hindi ke saath saath hame saari bhashaon ke baare me bhi sochna chahiye,kynki english ne sab ke astitva ko gherna shuru kar diya hai,meri vedna pe dhyan aapdhyan de...
abhishek shukla
abhishek shukla 11 साल 5 महीने पहले
mera sujhav hai ki heigher education ko ko hindime provide karane ke baare me sochna chahiye,ek dikkat hai hindi me material nahi hai,to agar hum apni hindi bhasha me english books ke tranlation kar ke material provide kara sakte hai,sir aaj jo bhi parivaar saksham hai vo apne bache ko english mediumse padhana chahta hai aur usi me garv samajhta hai,kynki ye aaj ke samay me achi naukri ka srot hai,agar jaldi hi humne kuch nahi kiya to vo din dur nahi jab hindi sirf sammelon tak hi rah jaygi.
abhishek shukla
abhishek shukla 11 साल 5 महीने पहले
sir,mera ek sujhav hai ki ek aisi site ho jispar desh ki central universities aur international universities ke coureces,unki edmission process,seats sambandhit saari jankari uplabdh hojisse chote sharoke bachhe jo honhaar hai achchi education chahte hai vo jankari ke abhav me kisi bhi degree clg se degree lane ko majboor na ho.kaibar vo badiuniversities me padhne ki yogyata hone ke bavjood vo vaha edmission nahi pa pate hai,