Deepak Kumar
3 साल 1 महीना पहले
aadarniya pradhaanmantri ji,
hamare swatantra bharat mein kai prakar ki samasyae hai. hame sarvapratham sainya, fir rashtriya, fir samajik, rajneetik, aarthik, antarrashtriya, rajya stariya tatha anthathah kshetriya samasyao par drishti daalni chaahiye. kyonki jabtak desh surakshit nahi hoga uska asthitva bhi nahi rahega. sena kisi bhi desh ki sarvopari sanstha hoti hai.
पसंद
(9)
नापसन्द
(0)
जवाब दो
स्पैम की रिपोर्ट करें
