Ajay Sharma
9 साल 10 महीने पहले
Meri Pehchaan hai to
Aaj tumse hai ..
Mere Nishaan hai to
Aaj tumse hai ..
Mere Sanskaar hai to
Aaj tumse hai ..
Mera Sammaan hai to
Aaj tumse hai
Mera Abhimaan hai to
Aaj tumse hai..
Mera Parivaar hai to
Aaj tumse hai..
Meri Saans hai to
Aaj tumse hai..
Mere Vichar hai to
Aaj tumse hai..
Mera Jeevan hai Samarpit Bharat Mata ko..
Mera Lakshya ke Bhagidar tum hi ho..
Meri Prerna Srot ka Pramaan tum hi ho..
Sab Fauji Bhaiyon to Shat Shat Naman..
Aur Diwali ki Shubhkamnaayen
पसंद
(0)
नापसन्द
(0)
जवाब दो
स्पैम की रिपोर्ट करें
