KM Prerna
5 साल 11 महीने पहले
Namaskaar sir .Aaj ke wakt mein mahamari or baad ke kaaran pure desh mein dar ka mahol hai. Sir bimari ka samadhan to samay ke sath mil hi jaiga,per baad ki iss mar se bachne ka koi upaay to kerna hi hoga.Sir meri ye request hai ki aap janta ko ye massage dene ki kripa kare, ki wo apne periyavran ko bachakar rakhein. Ho sake ,ootne tree lagaye. Kyoki vriksh hi hai, jo dharti ko bandh kar rakh sakte hai. Sir hum sabako jyada se jyada vruksharopan karna chahie. Vriksh hai to vishv hai.Jai Hind
पसंद
(2)
नापसन्द
(0)
जवाब दो
स्पैम की रिपोर्ट करें