abhilasha mishra
11 साल 9 महीने पहले
aao milkar ek aisa bharat banae
jahan har ghar ho safai
har nagar base swachhta
har chehra muskurae
hanth badhao tum bhi thoda
hum bhi badhae
aao milkar ek aisa bharat banae
jahan swachhta hai wahi khushhali
jahan swachhta hai wahi hai swastha jwani
jab hum badlege tab desh bhi badlega
swachh rahe aur sabhayata ka naya parcham lehrae
aao milkar ek aisa bharat banae
पसंद
(3)
नापसन्द
(0)
जवाब दो
