Naveen Kumar chaubey
5 years 9 months ago
Namskar Sir, Mera sujhaw hai ki har gram panchayt me ya ho sake to har gaon me se ek Kisan mitra ki niyukti ki jaye aur use time to time training di jaye jisse ki wo har kisan tak sarkar ki yojna aur nai technology ko pahunch sake aur wo kisano ki samsya ko sarkar tak pahucha sake. Is kadam se har kisano tak sarkar ki pahunch aasan ho jayegi.
Naveen kumar chaubey
Vill. Sulsuliya , Garhwa
Jharkhand.
Like
(3)
Dislike
(2)
Reply
Report Spam