sunil_3322
6 years 2 months ago
mananiyaa pradhanmantri ji
corona ne desh ko khokhla kar diya hai. kai aarthik paresaniya desh me khadi ho gayi . desh ki sthitiyon ko sudharne ke liye har madhyam varg aur majdooro ko rojgar uplabdh ho. tatha desh ki mahangai kam karne ka pryas kiya jaye taki desh me koi bhukha mare. aaj bhi kai aise log hai jo desh me bhukh mari se lad rahe hai unke pas rojgar nahi hai. aur jinka parivar bada hai unki jada hi paresaniyo ka samna karna pad rha hai. mahngai kam karne ka pras kiya jana chahiye.
Like
(0)
Dislike
(1)
Reply
Report Spam