Home | MyGov

Accessibility
Accessibility Tools
Color Adjustment
Text Size
Navigation Adjustment
Screen Reader iconScreen Reader

Mann Ki Baat - Prime Minister’s Radio Programme on July 30, 2017

Prime Minister of India Shri Narendra Modi's address to the nation - #MannKiBaat on All India Radio was held on July 30, 2017.

Read
Comments closed for this talk.
Vinod kumar_22
Vinod kumar_22 9 years 1 month ago
Respected Modi ji, gst is good but as a small trader I think there should be a training programme for traders as nobody is ready to help the traders after twenty days of gst traders are puzzled and are not able to understand the system. Kindly look into the matter Thanking you
Prabir Barman
Prabir Barman 9 years 1 month ago
जय हिन्द. प्रधानमन्त्रीजीको मेरा नमस्कार.में पश्चिमबंगाल के अलीपुरदुआर जिलेका फालाकाटा के एक छोटा सा गाओं अलीनगर से हु.भारत एक सोने का महासमुद्र था.हमें 200 साल अंग्रेजोने लुटा,करीब 60 साल से ज्यादा देशके कुछ लोगोने लुटा.लेकिन अब मेरा देश आगे बररहाहे और मुझे यकीन हे की मेरा भारत फिरसे दुनिया में सबसे आगे होगा. लेकिन हमारे देश की करीब 200लाख करोड़ से ज्यादा ब्लैक मनी अभीभी जो देश के बहार हे उसको राष्ट्र की संपत्ति घोषना करके सोने के रूपमे देशमे लाया जाय.उन रूपए से देश 10 साल आगे जायेगा.
Yogendra Sharma
Yogendra Sharma 9 years 1 month ago
Sir Jaise hi MRP kam ho jaayegi sabhi distributors aur retailer ka margin fix ho jaayega isse confirm doctors kisi se commission nahi le paayenge... BHU mein bhrastachaar apni charam seema par hai, kripya sangyaan leejiye.. Sirf Amrit Pharmacy kholne se mareejo ko faayda nahi ho paayega jab tak ki uska laabh sabhi mareejo ko Na mile.. Doctors mareejo ko darate hain ki agar tum log Amrit se dava logo to khud jimmedaar hoge... please kuch kariye..
Yogendra Sharma
Yogendra Sharma 9 years 1 month ago
Sir Jo pacemaker abhi tak BHU mein 170000 ka lagta tha wo Amrit ke through 80000 mein lag raha hai, par doctors ko koi commission nahi Milne ke Karan wo usme kamiya nikalte hain.. Mera ek sujhaav hai ki aap kisi tarah implants, cancer medicine, surgical items, par cardiac stents ki tarah capping laga dijiye.. isse bhrastachaar tatkal band ho jaayega.. Jabse stents 29600+tax huye hain doctors dusre products par jyada margin ke rahe hain.. ortho implants aur cancer medicines par MRP Bahut jyada
Yogendra Sharma
Yogendra Sharma 9 years 1 month ago
Sir Doctor Amrit dwara patient ko sasti aur achchhi dava lene se mana karte hain aur unko local company ki dava Bahut adhik daam par khareedne ko majboor karte hain.. e.g.: paclitax 260mg Amrit pharmacy mein 1150.00 ki milti hai par patient Bahar ke dukandaar se 7000 mein khareedne ko majboor hai kyu ki Dr usko Bahar se dava lene ko kehti hain..isi tarah orthopaedic doctors sabhi implant companies ko kehte hain ki agar tumne Amrit ko implant supply liye to wo surgeries karna band kar denge
Yogendra Sharma
Yogendra Sharma 9 years 1 month ago
Dear Sir, Main chikitsa ke kshetra mein kuch ullekh karna chahta hu. Main aapki sansadiye kshetra Varanasi mein AMRIT Pharmacy ka Incharge hu.. aapki itni mareejo ke hit ki pariyojna ko main kritanavan kar raha hu iski mujhe behad khushi hai.. apna poora kaam imandaari aur nishtha se nibhate huye mareejo ko adhik se adhik sahuliyat pradan karne ki purjor koshish karta hu, par kuch corrupt doctors ke karan sabhi cancer aur orthopaedic mareej in suvidhao ka laabh nahi le paa rahe hain. Yogendr
Sanni Kumar
Sanni Kumar 9 years 1 month ago
Respected prime minister sir .sir Mai Bihar se belog krta hun aur Mai bahut paresaan hun ..kewal Mai hi nhi sir balki pure student problem me Hai quki abhi tak koi railway ki vacancy nhi ai sir .please sir ap humlogo itna confirm kr dijiye ki akhir kab vacancy ayegi Railway ki .Maine 12th 2014 me complet Kiya but abhi tak 3 saal ho gye koi inter based Railway vacancy nhi ai ..sir plz isko serious let hue ap apne next maan ki baat me hame batane ki kripa kijiye ..Mai maan ki baat hamesa sunta hun
Parijat P. Bhase
Parijat P. Bhase 9 years 1 month ago
Dear Shri. Narendra D. Modi: First of all thanks for bringing Bharat on the track of becoming a great nation! 1. TOURISM People say USA is a great Tourist spot. Some say Europe is better than USA for tourism. I say BHARAT IS BEST TOURIST SPOT ON EARTH. BHARAT TOURISM PROMOTION: - I think Bollywood and South Indian Films create a great impact on our minds. So an appeal or compulsion or reservation be made in all films that they do their FILM SHOOTING in Bharat in at least 40% of scene
Sangita Puri
Sangita Puri 9 years 1 month ago
Sir , aapke dwara deshbhar ke jyotishiyon ki pareeksha ya unke gyan ke neer ksheer vivechan kab kiya jayega taki janta gumraah na hokar sachche jyotishiyon ke paas pahunch sake. yah bhavishya ko dekhne ki ekmatra kala hai.