Vinay Kumar
8 years 11 months ago
Respected sir, aapki sarkar aayedin janta par koi na koi naya kar thop rahi hai. Aapne petrol air diesel ko GST me kyon nahi rakha hai koi jwab. Sabse jyada dhan to ministers ke pas hai. Unse kabhi byora manga. Wo apni family aur relatives ko kitna dhan bant rahe hai. Aapke pas na koi jwab hoga na hi un par karawai. Sarkari employees ko pension milti thi wo bhi businessman ke hwale kar di. Wo an govt employee ko 1000-1500 pension de rahe hain. Kitna paisa de rahi hai insurance company sarkar ko
Like
(1)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam