Dhanushk Azad Kumar Ashok
10 years 6 days ago
Adarniya manniya pradhanmantri mahoday bharat sarkar
sadar naman vandematram jai hind jai bharat!!
Manniya mahoday
Vinamra abhar evam dhanyavad sahit apka dhyan u.p aur bihar rajyon ki nuqul mafiya adharit bhrast siksha vyavstha ki or lana chahta hun.
manniya mahodaya aaj U.P aur BIHAR me vahan ki rajya sarkaron evam sthaniya rajnaitik partiyon ke khule sarankashan meprathmik siksha se leker uchch siksha tak me bhrast nuqul mafiya dwara bhayanker tarike se kabja kar liya gaya hai.
Like
(0)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam