premshankar kushwaha
3 years 5 months ago
manniy pradhan mantri shree narendra Modi ji
apne bharat desh me ho rahi apradhik ghatnaon ko rokne ke liye ek nai soch ke sath ek yojna ka nirmad Kiya Hai jiske lagu hone ke bad apradhik ghatnaon ko roka ja sakega our apne desh ki mahilayen matayen Bahan our betiyaan surakshit ki ja sakengi is yojna ko aap tak pahuchane ke liye mai aapse video conferencing ke madhyam se judna chahta hun our is yojna ko aap tak bistaar purwak pahunchana chahta hun
Like
(9)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam