bhagwan mane
11 years 8 months ago
mai ek company kam karta hu aur usi company me ek ladaki pichale 5 sal se kam kar rahi hai. is saal us ladaki ki shadi hui hai. shadi k baad company keh rahi hai k aap ko company chodna padega. q ki aisa rule h k shadi k bad ladkiya company me kaam nahi kar sakati. to aap bataiye ye sahi hai kya. iska matalab ladaki ko company me kam karna hoga to usko zindagi bhar bina shadi k rehna padega ya to ladkiyo ne janam lena hi gunah hai. ye sab hamare bharat me ho raha hai.
Like
(3)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam
