Home | MyGov

Accessibility
ऐक्सेसिबिलिटी टूल
कलर एडजस्टमेंट
टेक्स्ट साइज़
नेविगेशन एडजस्टमेंट

कन्या साक्षरता को बढ़ावा देने में माता- पिता की क्या भूमिका होती है?

Role of parents in furthering education for daughters
आरंभ करने की तिथि :
Jan 01, 2015
अंतिम तिथि :
Jul 17, 2015
04:15 AM IST (GMT +5.30 Hrs)
प्रस्तुतियाँ समाप्त हो चुके

कन्या साक्षरता को बढ़ावा देने में माता- पिता की क्या भूमिका होती है? ...

कन्या साक्षरता को बढ़ावा देने में माता- पिता की क्या भूमिका होती है? क्या आपको लगता है कि माता-पिता का भेदभाव न करके लड़कियों के प्रति -सामान व्यवहार करना कन्या साक्षरता को बढ़ावा देगा?

फिर से कायम कर देना
8190 सबमिशन दिखा रहा है
atul kumar bansal
atul kumar bansal 11 साल 7 महीने पहले
Pm sahab, mhrd ke adhikaari smt. Vidra swaroop, smt. Manindar kaur, jouti pahawa, alok jahawar Ji, mr. R. Bhatyacharya Ji kahte Hai ki kgbv ke part time teachers ka maandey state government ko dena chahiye whi aapko rakhe Hai, ??? Jara inse puncha jaye ki niyam kisne laagu kiya Hai Aur jimmedar kaun Hai??? Khi ye ab kahane lgge ki hum kisi kgbv ko hi nhi jaante Hai?? Aap Bharat nnhi dusre desho me jaaye.
atul kumar bansal
atul kumar bansal 11 साल 7 महीने पहले
Kgbv ke Ptt vetan ko sahi karne ke liye kai baar mhrd ministre smt. Smriti irani Ji se mil chuke Hai lekin vo aaj Tak kgbv Schools ke niyam ko hi nhi jaan paayi Hai, kahti Hai ko Ptt ka maandey state de?? Niyam mhrd banaye Aur Ptt ka maandey state de?? Kal ko khi irani Ji ye na kahne lge ko mhrd ke in hoonhaar adhikariyun ke vetan ka bhugtaan Ptt ke maandey se diya jayega?? Aur aap loge kgbv Schools me free sewa de. Tabhi Bharat desh tarakki Kar payega,
atul kumar bansal
atul kumar bansal 11 साल 7 महीने पहले
Pm sahab aapne kha tha ki pichali sarkaar ke kaalo va nirnayun ki samichha ki jayegi, Aur pure desh ke kgbv ke Ptt 24,march se kam kiye gye maandey sahi karne ko lekar maang Kr rhe Hai, dharna pradarshan Kr rhe Hai?? Khi koi sunwayi nhi?? Aakhir ab ache dino ki sarkaaar ko kya ho gya Hai. Mhrd ke ye ac me baithane waale adhikaari mhrd ministre smt. Smriti irani Ji ko bhi apni galtiyun ko chupane ke liye gumraah Kr rhe Hai. Aur irani Ji abhi Tak koi bhi shi nirnay nhi kiya. Hwa me mhrd chal rha h
atul kumar bansal
atul kumar bansal 11 साल 7 महीने पहले
Mhrd ke in annagrejo ki gulaami wali maansikta se grasit adhikariyu ke gulaami wale maandey Kam karne waale adhikariyu se aaj pura shishak samudaya aachambhitta Hai. Pahale se mil rhe maandey 7200- se 10 saal baad ghatakar 5000 karke ...bharat ka itihaas badal diya ?? In sabhi adhikariyun ko aaj kaale pani ki saza milni chahiye, aik teachers aaj khaane ke liye sadko per ladai lad rha Hai? Kya inke bacche shukhi rahenge.
atul kumar bansal
atul kumar bansal 11 साल 7 महीने पहले
Pm sahab , agar mhrd ke in jimmedar adhikariyo ka vetan jo pahle mil rha Hai usko aap kam Kr denge to inko kaisa lagega??? Iska javab pure desh ke kgbvs ke aam Ptt ko aaj chahiye??? Mhrd ke in sabhi jimmedar adhikariyu ke khilaaf jaanch honi chahiye Aur inko Delhi se door purvi rajyun me Transfer hona. Chahiye, jab ye pichhali gouvernement ke nhi hue saara farji kaam liye to ye ache dino ki sarkaar ke sacche sipahi nhi ho sakte Hai. Ye BJP sarkaar ko nuksaan pahuncha sakte Hai??
atul kumar bansal
atul kumar bansal 11 साल 7 महीने पहले
Pm mr. Modi Ji, good morning aap mhrd se ye jaroor punche ko 10 saal baad kgbv ke part time teachers ka maandey achanak kis karan se badhane ko jagah kam kiya gya?? Aur maandey Kam karne ka kya maanak rha Hai. ??? Hud ho gyi mhrd ki achi nitiyun ki?? Aaj pure desh ka Ptt bhunkho mar rha Hai iska kaun jimmedar Hai ??? 2014 ke pahle pure desh me mhrd maandey nirdharan ka adhikaar stateto ko diya karti thi, Aur itne verso baad vo kyu maandey ka galat nirdharan kiya. javab chahiye?? Atul bansa