Sudhir Deshpande
4 years 11 months ago
manywar,
dukh hota hai ki desh ka ek bada varg jin krushi sudharon ki rah badi tanmayta se dekh raha hai aur uske labhon ko hasil karna chahta hai, vahin kuchh log in sudharon ka virodha kar rahe hain. sampurna desh ki rai in kanoonon par liya jana ya janmat sangrah karna uchit nahi hoga. apki vishvasniyta sare rashtra me hai. apka sanyam bhi rashtra dekh raha hai. apki rashtra ke prati nishtha ko praman nahi chahiye.
Like
(1)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam